100 saal pehle Zamzam kis cheez mein piya jata tha? 🤔 Us waqt na plastic ki bottlein theen, na cooler. Haram mein Zamzam mitti aur taanbe ke bartanon mein pilaya jata tha. Inhi bartanon ne nasl dar nasl hujjaj aur zaireen ki pyaas bujhai. 🤍 Video aakhir tak dekhein aur comment mein batayein: kya aap ne in mein se koi bartan pehle kabhi dekha hai? 👇 كيف كان ضيوف الرحمن يشربون زمزم قبل ١٠٠ عام؟ 🤍 أوانٍ من الفخار والنحاس حملت ماء زمزم جيلاً بعد جيل. شاهد المقطع للنهاية، وأخبرني: هل رأيت هذه الأواني من قبل؟ 👇 Zamzam wahi hai, bas bartan badal gaye. 100 saal purani ek jhalak ⏳💧 #Zamzam #Makkah #MasjidAlHaram #hajjconfex 🕋 Makkah se Duniya tak | Jeddah Hajj Conference 2026 ki andar ki jhalak 🕋 من مكة إلى العالم Jeddah Superdome mein Hajj Conference & Exhibition ka chhata edition shuru ho gaya hai. 150 se zyada mulk aur 520 se zyada idaray aglay Hajj season ki tayyari abhi se kar rahe hain. Is video mein dekhiye andar kya kya hai 👇 📍 جدة سوبردوم | 8 تا 11 نومبر 2026 #مؤتمر_ومعرض_الحج #من_مكة_إلى_العالم #ضيوف_الرحمن #وزارة_الحج_والعمرة #hajjconfex Saudi Arabia ka Pehla Note 💵 | 1953 ka 10 Riyal, Sirf Hajiyon ke Liye! 🕋 Kya aap jaante hain ke Saudi Arabia ka sab se pehla kaghazi note hajiyon ki wajah se jaari hua tha? 1953 (1372 Hijri) mein Shah Abdulaziz ke daur mein Saudi Arabian Monetary Agency (SAMA) ne 10 Riyal ki “Pilgrim Receipt” jaari ki. Us zamane mein haji chaandi ke bhaari riyal sath utha kar safar karte the, ye note usi mushkil ko aasan karne ke liye banaya gaya. Is ke badle SAMA ke paas utne hi chaandi ke riyal mehfooz rakhe jaate the. Sab se khaas baat: is note par Arabi ke sath Urdu, Farsi, Malay, Turkish aur English zaban mein bhi likha tha, taake duniya bhar se aane wale haji isay asani se samajh sakein. 🌍 1961 mein Saudi Arabia ke baqaida currency notes aaye aur 1965 mein ye Hajj receipts band kar di gayin. Ye nayab note maine Hajj Conference & Exhibition 2026, Jeddah mein dekha. 📍 Kya aap ke mulk ki zaban is note par hai? Comment mein zaroor batayein 👇 #مؤتمر_ومعرض_الحج #HajjConfEx2026 #Hajj #تاريخ_السعودية #SaudiArabia Kaaba Sharif ko Ghusl kin khushbuon se diya jata hai? 🕋✨ Kabhi socha hai Kaaba Sharif se itni pyari khushbu kyun aati hai? 🤍 Hajj Conference & Exhibition Jeddah 2026 mein yeh sab qareeb se dekha: 🕋 Ghusl-e-Kaaba: Har saal Muharram mein Zamzam ke sath Taif ka arq-e-gulab, Taifi gulab ka tel, khaas oud ka tel aur musk mila kar andar ki deewarein aur farsh dhoye jate hain 🔥 Phir oud ki bakhoor aur Taifi gulab ke tel se andar khushbu basayi jati hai ✨ Bahar Hajr-e-Aswad, Multazam aur Rukn-e-Yamani par roz aala oud ka itr lagaya jata hai 🧵 Ghilaf (Kiswa) Makkah ke King Abdulaziz Complex mein khalis resham ke 47 tukdon se banta hai, jin par 120 kilo sone chadhe dhaagon se Qurani ayaat ki kadhai hoti hai Allah Ta’ala hum sab ko baar baar apne ghar ki ziyarat naseeb farmaye 🤲 Comment mein “Ameen” likhein aur apne gharwalon ko zaroor bhejein 👇 #KaabaSharif #Makkah #Kiswa #الكعبة_المشرفة #مؤتمر_ومعرض_الحج How Saudi Arabia Keeps Millions of Pilgrims Safe During Hajj 🇸🇦🛡️ At the 6th Hajj Conference & Exhibition 2026 in Jeddah, I got a close look at the security system that protects millions of pilgrims every Hajj season. How the police manage the crowds, how they guide and help pilgrims, how emergency teams reach someone in need and save lives, and how security is maintained from start to finish. Everything is planned so every guest of Allah can perform Hajj in peace and safety. 🤲 Watch till the end and tell me in the comments: which part surprised you the most? 👇 #Hajj #Hajj1448 #HajjConference #HajjExhibition #HajjConference2026 HajjSecurity SaudiArabia SaudiPolice KSA Makkah Jeddah JeddahSuperdome Pilgrims GuestsOfAllah Vision2030 SaudiVision2030 Umrah IslamicTravel مؤتمر_ومعرض_الحج الحج الأمن_العام السعودية
جاري التحميل…